Tu Hi Na Jaane Lyrics Azhar | Sonu Nigam | Emraan Hashmi

Song: Tu Hi Na Jaane
Movie: Azhar
Singer(s): Sonu Nigam , Prakriti Kakar ,
Music: Amaal Mallik , ,
Lyricist(s): Kumaar , ,
Starring : Emraan Hashmi , Nargis Fakhri , Prachi Desai ,
Music Label: T-Series







The Tu Hi Na Jaane lyrics from ‘Azhar’, featuring Emraan Hashmi, Nargis Fakhri, Prachi Desai, . The music has been composed by Amaal Mallik, , . The lyrics of Tu Hi Na Jaane has been penned by Kumaar, , . The song has been sung by Sonu Nigam, Prakriti Kakar, .

Samandar se zyada meri aankhon me aansu
Jaane ye Khuda bhi hai aisa kyun
Jaane ye Khuda bhi hai aisa kyun

Tujhko hi aaye na khayal mera
Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera
Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera

Nit-din nit-din roiyan main
Sonh Rabb di na soyan main
Ik tere piche maahi
Sawan diyan ruttan khoya main
Sawan diyan ruttan khoya main

Dil ne dhadkano ko hi tod diya
Toota hua seene mein chhod diya

Ho.. dil ne dhadkano ko hi tod diya
Toota hua seene mein chhod diya

Khushiyan le gayaa
Dard kitne de gayaa
Yeh pyaar teraa

Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera
Ik tu hi na jaane haal mera

Mere hisse aayi teri parchhaiyan
Likhi thi lakeeron mein tanhaiyan
Haan.. mere hisse aayi teri parchhaiyan
Likhi thi lakeeron mein tanhaiyan

Haan karoon tujhe yaad main
Hai tere baad intezaar tera

Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera
Ik tu hi na jaane haal mera

Haal mera…


Previous
Next Post »