Bappa Lyrics Banjo | Vishal Dadlani | Riteish Deshmukh


Song: Bappa

Movie: Banjo

Singer(s): Vishal Dadlani , ,

Music: Vishal-Shekhar , ,

Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya , ,

Starring : Riteish Deshmukh , Nargis Fakhri , ,

Music Label: EROS


The Bappa lyrics from ‘Banjo’, The song has been sung by Vishal Dadlani, , . featuring Riteish Deshmukh, Nargis Fakhri, , . The music has been composed by Vishal-Shekhar, , . The lyrics of Bappa has been penned by Amitabh Bhattacharya
The Bappa lyrics from ‘Banjo’, The song has been sung by Vishal Dadlani, , . featuring Riteish Deshmukh, Nargis Fakhri, , . The music has been composed by Vishal-Shekhar, , . The lyrics of Bappa has been penned by Amitabh Bhattacharya




The Bappa lyrics from ‘Banjo’, featuring Riteish Deshmukh, Nargis Fakhri, , . The music has been composed by Vishal-Shekhar, , . The lyrics of Bappa has been penned by Amitabh Bhattacharya, , . The song has been sung by Vishal Dadlani, , .


Ae vighnaharta
Hai bappa vighnaharta
Sahastra bhakt jan ka
Tu ek karta-dharta
Hai dwesh mukt mann woh
Tu jisme vaas karta
Isi liye to sabse pehle
Bole Bappa Morya re

Ae vighnaharta
Hai bappa vighnaharta
Tilak tera hai maathe pe
Jiske bhi nikharta
Woh karam ki kasauti
Pe hai khara utarta
Isiliye toh sabse pehle
Bole bappa moriya re

Ae re bappa tu..
Srishti ko chalata hai
Re bappa tu..
Sadmati ka daata hai
Re bappa tu..
Bhagya ka vidhata hai
Re bappa re bappa re
bappa re bappa re..

(morya re, morya re..)

Naam jo tera dil se pukaare
Uski lagi hai naiya kinaare
Jab jab baaje, baaje danka tera
Bappa danka tera
Bappa danka tera
Badhkar badkismato ki tu bigdi sanvare

Ae vighnaharta hai bappa vighnaharta
Ae vighnaharta hai bappa vighnaharta
Vinaash paap ka ho
Tu pag jahaan pe dharta
Achang tera tamas mein bhi hai prakash bharta
Isi liye to sabse pehle
Bole bappa morya re

Ae re bappa tu
Srishti ko chalata hai
Ae re bappa tu
Sadmati ka daata hai
Re bappa tu
Bhagya ka vidhata hai
Re bappa re, bappa re, bappa re, bappa re

(morya re, morya re..)

Ganpati bappa morya


Previous
Next Post »